aao mil ke ham aisii duniyaa basaa.e.n, ko.ii aa.ndhii se na miT paa.e.n vafaa.e.n, aao mil ke ham aisii duniyaa basaa.e.n, ko.ii aa.ndhii se na miT paa.e.n vafaa.e.n, chaahat kii kashtii ab saahil pe hai, hamne maujo.n se bhii yaarii nibhaa lii, aao mil ke ham aisii duniyaa basaa.e.n, ko.ii aa.ndhii se na miT paa.e.n vafaa.e.n, taare gardish me.n dekho jhilmilaa.e.n hai.n, saath apne phir KHushii ke sarmaa.e hai.n, qismat se jab ko.ii shikvaa hii nahii.n, taqdiir kii aayat likh le.nge jabii.n par, aao mil ke ham aisii duniyaa basaa.e.n, ab to har lamha adhuuraa hai bin tere, bin tere dozakh hai ye saarii jannate.n, kitnii bhii chaahe ho taqraar magar, ab judaa ho.nge kabhii naa kar le.n vaa'da, aao mil ke ham, rahe.n na rahe.n ham, afsaana ye rahegaa, rahegaa rahegaa, vo sadiyo.n tak rahegaa, aao mil ke ham aisii duniyaa basaa.e.n, ko.ii aa.ndhii se na miT paa.e.n vafaa.e.n,
वफ़ाएँ - love, faith
आँधी - storm
कश्ती - boat
साहिल - seashore
गर्दिश - bad luck, misfortune, unfavourable rotation of stars in sky
सरमाए - stashes of wealth
शिकवा - complaint
आयत - holy religious verse
जबीं - forehead
दोज़ख़ - hell
जन्नतें - heavens
वा'दा - promise
अफ़्साना - this tale of love
© 2024 All Rights Reserved. Design by Sultanimator