LYRICS of Tujh Pe Hi Marte Rahen

Romanised Title: Tujh Pe Hi Marte Rahen
Singer & Music : Manish S. Sharmaa & Dhanshree Rajvarsh Sharmaa | Rucha
Author and Copyright Holder: Mahendra Dhirajlal Kamdar

Play

Hindi Lyrics English Lyrics

Urdu Lyrics Song Explanation

merii har du'aa me.n ho terii sadaa, tere bin mujhe saa.nse.n ho sazaa, tuu du'aa kare aur mile silaa, mai.n du'aa karuu.n aur tuu ho KHudaa, tuu ho KHudaa, tuu ho KHudaa, aao ki ham bas yuu.n hii mil kar saath me.n chalte rahe.n, raaho.n ko manzil kar de.n aur baate.n yuu.n karte rahe.n, naa vaqt kii paabandii, naa ko.ii hame.n Tokaa kare, jiite rahe.n bas tere ho kar, tujh pe hii marte rahe.n, naa vaqt kii paabandii, naa ko.ii hame.n Tokaa kare, jiite rahe.n bas tere ho kar, tujh pe hii marte rahe.n, marte rahe.n, marte rahe.n, marte rahe.n, bas zulfo.n ke saaye tale, baiThe rahe.n, soye rahe.n, vo yuu.n pighal kar baaho.n me.n bharte rahe.n, bharte rahe.n, aa.nchal yuu.n hii Dhalte rahe.n, ye jalve bas ba.Dhte rahe.n, ham ko diivaanaa kar do yuu.n, in qadmo.n me.n girte rahe.n, girte rahe.n, girte rahe.n, naa vaqt kii paabandii, naa ko.ii hame.n Tokaa kare, jiite rahe.n bas tere ho kar, tujh pe hii marte rahe.n, naa vaqt kii paabandii, naa ko.ii hame.n Tokaa kare, jiite rahe.n bas tere ho kar, tujh pe hii marte rahe.n, marte rahe.n, marte rahe.n, kal ye samaa shaayad ho naa ho, aa ki ghul jaa.e.n yuu.n ham, naa hii dilo.n me.n duurii ho, naa jism hii bichh.De rahe.n, aa.e.n yahaa.n tere liye, tere liye mar jaa.e.nge, aa.e.n jahaa.n me.n jab bhii ham, dar pe tere aate rahe.n, aate rahe.n, aate rahe.n, paayaa hai jab kaafir use, phir bandagii kyaa kare.n, naa ab KHudaa se chaahe.n ham kuchh, garche vo aage rahe.n, naa vaqt kii paabandii, naa ko.ii hame.n Tokaa kare, jiite rahe.n bas tere ho kar, tujh pe hii marte rahe.n, marte rahe.n, marte rahe.n, marte rahe.n, marte rahe.n, marte rahe.n,

Meaning of Some Words
     

सदा - call for help
दु'आ - prayer
सिला - reward
पाबंदी - restriction, control
टोका करें - keep interrupting, keep calling in question
आँचल - hem of a woman's stole or clothing
जलवे - stylish beauty and grace
समा - atmosphere, sky, the time, the moment
दर - door
गरचे - if


Contact us

Jukox Music Private Limited

Registered Office

C-1901, Oberoi Sky City,
Dattapada Road, Borivali East,
Mumbai 400066, Maharashtra, India.

Corporate Office

A-206, Hari Om Plaza, M. G. Road,
Borivali East,
Mumbai 400066, Maharashtra, India.

DMCA.com Protection Status